Published Apr 23, 2021
3 mins read
647 words
This blog has been marked as read.
Double Click to read more
Movie Reviews
Writing

Antaryudh

Published Apr 23, 2021
3 mins read
647 words

AWE 4.5/5 - ANTARYUDH

One of the best movie I have ever seen..this South Indian movie is far better then Bollywood movies..

ANTARYUDH is a 2018 Psychological movie written and directed by Prasanth verma and Produced by Nani, Prashanti tipirneni.

It is a story of a group of unusual  people with different goals meet at a restaurant. However, their lives changes when they uncovered a startling secret. 

Several disparate characters from different walks of life come together at a unique restaurant. Including a phony chef and an aspiring time traveller, they couldn't be more different from one another, except for one way in which they're all the same.

This movie is next generation of talegu cinema, Bollywood need to learn a lot from regional cinema. 

Is film ke storyline mein ek nehi balki 6 kahini hei..

Pehli kahani he ek chief ki jo naukri ke talash karte karte ek azeeb si restaurant pe fas jaate hei jahan unki mulakaat insano ki tarah baat krne wala ek masli se hote hei aur comedy karne wala ek majaakiya pedh se ho jaate he..

Dusri kahani hei ek yogi naamki jaadugarh ki hei jo khudko duniyaa kaa sabse bada jadugarh aur mahan admi samajhte he lekin uska samnaa ek dusre magician se hote he jo naa hi kisiko dikhayi dete he naa sunaayi dete he lekin apne jaadu se yogi ke hosh uda dete he

Tisri kahini ek scientist ki hei jo time travel machine bnani ki kaushis kr rha he taaki apna khoye huwe parents ki pata lga sake lekin uski mulakaat future se aayi hui ek dusri scientist se ho jaati he

Chauthi kahini he Radha ki jo parents ko us insaan se milani chahti he jiske sath woh puri life bitaani chahti he par kahini mei twist tab aati he jab woh insaan ladka nhi balki Krish naam ki ek ladki hoti he jise Radha sachse dil se pyaar karte he

Paanchvi kahini hei ek waitress ki jo restaurant mei aane wale logon ke jaruraton kaa kheyal rakhte he lekin andar hi andar apne partners ke sath milkar laakhon rupein udane kaa plan bnate he lekin dikkat sirf is baat kaa hei ki weh ek durgs eddicted aurat hei,, jo ki drugs ke nashe jyada hone ke karan usko bhoot najar aane lagaa hei

Shauthi (6th) kahani yeh hei ki ek kaali naam ki ek normal si dikhne wali ladki ki jo apni birthday ko celebration  karne ke liye hotel aayi he aur peene ke liye coffee order krti he..hairani wali baat yeh he ki uske table pe ek taraf toh bhagawat geeta rakhi hui hei aur dusri taraf ek gun rakha huwa he jisse woh baar baar apni jaan lene ki kaushis krte he.

In six kahini ke ek v ek kahani se match nehi hei sabki kahani alag alag hei ismei koyi connection humko nhi najar ayenge lekin iske ending mein bahot hi bada twish hei jo aapki dimaag ko hilaa dalega. Yeh ek bahot hi bada masterpiece film hei jismein hum director ki ishare pe nashne ke liye tayar ho jaate he..its such an amazing and mind washing movie..is film ke psychological thoughts aapko film mei jude rehne ke liye majbur kar denge.

Ek taraf toh film me science ki behterin tareekei se istemal kiye he dusri taraf bhoot aur bhagban jaise concept pr v focus mei dala gayaa he ismein kuch aise scenes v hei jahan aapko khudki life ko v revive krne ke liye majbur kr denge..Is film kaa khasiyat chupi hui he iske bhayanak ending se jiske baare mein andaja lagana bade bade genius scientist ke v sachke bahot upar he. 

 

 

 Those who genuinely want to watch something new and unique cinema do watch it, its talegu movie on Netflix with subtitles and also available in hindi on YouTube for absolutely free.

6
2
sajeed.ahmed 4/23/21, 8:48 AM
Jaan
sk_m 6/7/21, 9:20 AM
Its truly an amazing movie

Candlemonk | Earn By Blogging | The Bloggers Social Network | Gamified Blogging Platform

Candlemonk is a reward-driven, gamified writing and blogging platform. Blog your ideas, thoughts, knowledge and stories. Candlemonk takes your words to a bigger audience around the globe, builds a follower base for you and aids in getting the recognition and appreciation you deserve. Monetize your words and earn from your passion to write.