Published Apr 25, 2021
2 mins read
432 words
This blog has been marked as read.
Read more
Fun Facts
Hobbies

Did You Know These... Intresting Facts....πŸ€”πŸ€”πŸ‘πŸ§

Published Apr 25, 2021
2 mins read
432 words

1.Philipins me paye jane wala boya pakshi (bird) prakash me rahne ka itna shaukin hota hai..ki apne ghosle ke charo taraf jugnoo bharkar latka deta hai.

2.Vetican city duniya ka sabse chota country hai…iska chetraphal 0.2 square miles hai..iski aabadi lagbhag 770 hai inme se koi bhi iska permanent nagarik nahi hai.

3.Niel armstrong ne sabse pahle apna baya(leftt) pair(leg)moon par rakha tha…is time unki dil ki dhadkan (heartbeat) 156 per minute thi.

4.dharti ke gurutvakarshan (gravitati) ke karan parvato(mountains) ka 15000 meter uncha hona possible nahi hai.

5.Rom duniya ka vo sahar hai jisne sabse pahle 10 lakh ki abadi ka akada par kiya.

6.1992 ke cricket world cup me England ko harate hue Zimbabwe ne bada ultfer kar diya tha.pahle batting karne utari Zimbabwe ne sirf 134 run banaye.Aur England ka kaam aasan kar diya.lekin aisa hua nahi England ki team 125 runs per all out ho gyi.

7.269 meter ki uchai wale taitanic ko agar sidha khada kar diya jaye to yah apne time ki har imarat se uncha hota.

8.taitanic ki chimaniyan itni badi thi ki inme do trains gujar sakti thi.

9.sigret lighter ki khoj machish se pahle huyi.

10.humare ungliyan ke nishano ki tarah humare juban ke nishan bhi  alag(different) hote hai.

11.sapne me aane wala har ek face humne jindgi me ek bar jarur dekha hota hai.

12.Ausatan har din 12 nav janme bacche kisi aur maa baap ko diye jate hai.

13.Iceland me paltu kutta rakhna kanoon ke khilaf hai.

14.Right handed log ausatan left handed logo se 9 sal jyada jeete hai.

15.Sahad(honey) eklauta aisi cheej hai jo hujaro saalo tak kharab na hoti.Egypt ke piramid me paya gya Ferro badshah ke kabra me paya gya sahad jab scientists dwara chakha(taste) gya to vo utna hi tasty tha.bus use thoda garm karne ki jarurat thi.

16.Ek ausatan led ki pencil se agar ek line khichi jaye to vah 35 kilometer lambi hogi.jisse 50000 english word likhe ja sakte hai.

17.Ek sea kekde(crab) ka heart uske dimag me hota hai.

18.Apple company ke founder steve jobs ki car par kabhi no. Plate na lagi.

19.AUSTRELIA me har sal log saapo se jyada bees(madhumakhiya) ke kate jane se marte hai.

20.KUCH keede bhojan n milne par khud ko hi kha jate hai.

21.Jab aap jhooth Bolte ho tab aapki nak garam ho jati hai

 

6
2
anjalithakur26 6/5/21, 6:20 PM
VERY USEFUL..THANK YOU FOR WRITTING.
lokeshbhandari821 3/21/22, 3:44 AM
Nice Blog Pls read mine too

Candlemonk | Earn By Blogging | The Bloggers Social Network | Gamified Blogging Platform

Candlemonk is a reward-driven, gamified writing and blogging platform. Blog your ideas, thoughts, knowledge and stories. Candlemonk takes your words to a bigger audience around the globe, builds a follower base for you and aids in getting the recognition and appreciation you deserve. Monetize your words and earn from your passion to write.